Duniya kay saat ajooby croron logon kay decision sy banye hai. Aj Takriben adhi duniya internet connection istemal karti hai or in kay vote sy pata chalta hai kay duniya main kon see cheez ajoobon main shamil karni chaheye. Jo List main nechey dikhany ja raha hu wo New "Seven Wonder of The World" hai. Lag bhag 100 million logon kay vote sy pata chala. Or is ko pehla globle poll kaha gya.
7 july 2007 ko naye ajoobon ki list ka Elaan hua. Or ye Elaan Lisbon(Portugal) main hua. Jo assli ajoobay hai wo apni jaga per wesy he hai aj say 2000 Saal sy. Bohat Say Logon nay kaha kay in ajoobon ki tadad (amount) 7 he kiun hai ziyada kiun nahe. Or is ka jawab kuch yoon
hai kay 1 insan 1 waqt main ziyada ter 7 cheezon kay bary main sochta hai.7 july 2007 ko naye ajoobon ki list ka Elaan hua. Or ye Elaan Lisbon(Portugal) main hua. Jo assli ajoobay hai wo apni jaga per wesy he hai aj say 2000 Saal sy. Bohat Say Logon nay kaha kay in ajoobon ki tadad (amount) 7 he kiun hai ziyada kiun nahe. Or is ka jawab kuch yoon
India kay nookta nazar sy "Taj Mahal" in 7 ajoobon ki list main ata hai jo kay 1 fakhar ki baat hai. Taj Mahal ko international ajooba bhe mana jata hai is kay manzar or design sy. Ye pyar ka nishan hai or mohabbat ki tarf ishara karta hai or india kay culture sy bhara para hai.
Naye Ajoobon Ki List:
- Deewar_e_Cheen (The Great Wall Of China).
- Petra in Jordan
- Christ Redeemer Jo kay Brazil main hai.
- Machu Picchu pahart hai jo Kay Peru main Wakiya hai( Located)
- Chichen Itza Jo kay Mexico main wakiay hai.
- Italy main Wakiya The Roman Colosseum.
- India main Wakiya Taj Mahal.
0 comments:
Post a Comment