- Pakistan ki pehli muntakhib Cheif Minister Female Benazir Bhutto thi.
- Pakistan kay pehly mosamyati syare ka naam (Rehbar) tha.
- Pakistan ki Buland tareem pahari choti ka naam (K_2) hai.
- Pakistan kay pehly Governer General Quaid_e_Azam thy.
- Pakistan Friday kay din Azad hua.
- Pakistan main zayiada ter Sailab(Flood) Baliai maidanon main atye hai.
- Pakistan main banye waly 3 bahri jahaz ka naam ( Lala Zar) tha.
- Pakistani Machli kay sub say bhary kharidar ka naam Sri Lanka hai.
- Pakistan Main Cheeni Banany ki total 76 Karkhany hai.
- Pakistan ka komi mashroob gany ka rus (Sugar cane juice) hai.
- Pakistan kay shehr Multan main sub say ziyada Mazar hai.
- Pakistan kay shehr Mulatan ko Mazaron ka shehr khehty hain.
- Pakistan ki aik company nay aik aisa kaghaz banaya jis ko koi bhi kera(insect) choo lay wo forn mar jai ga.
Pakistan General History
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
0 comments:
Post a Comment