Information And Facts of Moon

Chand aik qudarati tor per aik siyara hai yani (Satellite) hai zameen ka. Chand kay bary main bohat si cheezy hai aik to ye kay chand kiynat ka dosri wo bhari cheeze hai jo sub sy ziyada or pehli cheez to app janty he hongy wo suraj hai. Chand zameen kay gird chakar lagata hai or ye takreeban pura aik mahina laita hai zameen kay gird chakar lagany ka. Chand he wo wahid asman say bahir cheeze hai jis per insan sub say pehly pohancha or pehla kadam rakha or wahan kay namoonay lay kar aye. Aik spacecraft jis ka naam Luna 2 tha sub se pehla spacecraft tha jo 20 July 1959 main chand ki zameen per utra. Neil Armstrong wo pehla admi tha jis nay chand ki sar zameen per apna kadam 20 july 1969 main rakha. Aam Nazar say daikhnay kay bad 2 bhari kismon kay maindan nazar atay hain 1 chamakdar unchai Zameeny Or 2 Siahh maindan. Chand per koi abbo hawa (atmosphere) nahe hai. Mana jata hai kay chand kay 3 bhary hisye hai yani  3 hison main bata hua hai. Aik hai Regolith, dusara hai Maria, or teesra hai Terrae. "Regolith" chand ka sub say upper wala hisa hai.Or aik chamakdar or aik cratered highlands hai jin ko "Terrae" kahtay hai or aik siahh cratered hai jis ko "Maria" kahtay hai.

0 comments:

Post a Comment