Knowledeg About Some Places



  1. Bili say lagnay waly dar ko Alurophobia kahty hai.
  2. Nepoleon jo kay aik bohat bhara Gernail tha us ko Alurophobia ki Bimari the.
  3. Duniya ka pehla mulk Italy hai jis nay Jangon main sub say pehly Hawai Jahaz(Aeroplanes) Istemal kiye they jo kay bohat alla darjay kay jahaz they or in ka istemal 14 october 1911 main hua tha.
  4. Manchester Textile Captial kay naam sy bhe puri duniya main jana jata hai.
  5. Paris ko is fakhari museum bhe kaha jata hai kiun kay is main " Mona Lisa" ki Tasveerain lagi hui hai.
  6. Tamatar ko Love Apple kay naam say bhe jana jata hai.
  7. Duniya ka sub say bhara Airport Saudi Arabia main hai jis ko King Khalid International Airport Kaha jata hai.
  8. Field Marshal Erwin Rommel ko Bestawaded Desert Fox ka naam diya gaya.
  9. Rome main aik sheher jis ka naam Vatican City hai us main Duniya ka sub say bhara church hai jis ka naam Bascilica Of St.Peter hai.
  10. Humari Zameen Nizam_e_Shamsi main 3rd Number Per ati hai. 

0 comments:

Post a Comment