Interesting Knowledeg about Sciences

  1. Neptune siyare kay chand ka name Triton hai.
  2. Damagh main Cerebrum naam ka element mojud hota hai.
  3. Suraj wo sitara hai jo sub say nazdeek hai.
  4. H20 ko bhe pani say tashbee de jati hai.
  5. Butterfuly ki 6 tangy hoti hain.
  6. Ornithology prindon ki parhai kay mutalik hai.
  7. Electron J.J Thomson nay dariyaft kiya hai.
  8. Insan kay jism main thigh bone nami haddi hai jo insan kay jism ki sub sy lambi hadi hai.
  9. Benjamin Franklin nay Bifocal lens dariyaft kiya.
  10. Friedrich Miescher jo kay Swiss bio- chemist tha us nay DNA 1868 main dariyaft kiya.

0 comments:

Post a Comment