About the Moon


Chand par bohat si taraha kay minerals yani madniat mily hai or jitny bhe namoony wahan sy astronomers ko mily hain wo sub kay sub mukhtalif kisam ki chotion or paharton (mountain) kay hain. Atmoshphere (abo hawa) ki waja say chand ki underlying crust bhe toot (crack) ho chuki hai. Atmoshphere sy misal us jaga na to pani hai or na he wahan ki miti (soil) sehi tareeky sy chemically react kar pati hai jaisa kay zameen per hota hai. Ye chitane (Rocks) Takreeban 4 billion sal purani
hai yani tub ye wajood main aye the. Chand ki or zameen ki kashish ko gravitational force kaha jata hai or ye bohat he herat angaiz nazara hai. Chand ki kashish he samander main tidel waves paida karti hain.

0 comments:

Post a Comment