Information About Pakistan 10

  1. Pakistan ka pehla dak ticket 9 july 1948 ko jari hua.
  2. Pakistan ka Sub sy kadeem shehar Multan hai.
  3. Pakistan ki sub sy pehly Masjid Bhanbhoor ki Masjid hai jo khudhai ky doran baramad hui.
  4. Pakistan ka sub say bhara Railway Station Lahore main hai.
  5. Sindh ko Pakistan ka Bab_ul_Islam hony ka fakhar hasil hai.
  6. Pakistan Main Test Cricket kay 8 Center hai.
  7. Pakistan kay pehlay atomi bijli ghar ka tameer 1952 main hui.
  8. Pakistan kay pehly muntakhib Cheif Minister Zulfqar Ali Bhutto thay.
  9. Pakistan ka pehla nationl Park Rawalpindi main hai.
  10. Pakistan ki sub say bari Jheel Manchar jheel hai.

0 comments:

Post a Comment