Chocolates History

Aj say 2000 saal pehlay Aztec or Mayan wo cultures hain jino naye Cacao beans ko dariyaft (Discoverd) kiya. Ye wo zariya hai jis say hum itni yummy or mazydar chocolates bnaty or kahatay hai. Cacao kay podhay gram tareen elakay (hot places) per perwerish paty hai yani grow karty hai. Ye podha aik shaday podha hai or ye aksar ap ko coconut kay darkaht kay saye yani uskay neechay mily ga.Or ye bohat si kismon kay darkhat kay neechey (saye kay neechey) mily ga yan lemon, banana kay drakhat kay neechey. Is kay phool jub nikaltay hai to wo directly is kay tanay (trunk) say nikalty hain. Or is kay phool ka rang (color) adha safaid (white) hota hai. Is ka phool cucumber (kheery) say milta julta hai. Or jo dany (beans) podhay say hasil hotey hain wo fermented, roasted kar kay is ko drink ki shakal (shape) daitay hain or pirh is ko specially royals (Emperior) kay samnay paish kiya jata tha. Columbus nay ye spain ko bhe daiye jub wo america ka last trip per tha. Ye recipe bohat salon tak aik secret (Raaz) Ban kar rahe akhir kar secret ahista ahista khul he gaya or poori duniya main phail gaya.
Phir 1800 main is chocolates ko solid form main yan is ko aik shakal di ye kam 1800 san main shuru hua. Or aj kal ki mashur chocolate Cadbury

Benifits of papaya

Aj main ap ko papaya ki khasusiyat btaoo ga. Duniya main bohat say phal ayse hain jin main bohat zayada gazaiyat hai or bohat ziayada vitamin bhe paye jatye hai. Or in main say aik cheez papaya hai is ko urdu main (papita) bhe kaha jata hai or ye aik amm milney wala fruit hai jo duniya kay kisi bhe cony sey mil jata hai or ye humari country main bohat amm hai. Papaya ka podha koi darkht nahe balkay aik overgrown herb hai jo kay jeri booti ki tarha hai. Is herb ko scientifically Herbaceous Perennial kaha jata hai. Ye ziyada ter tropical Places (Elakon) main paye jatay hai. Central America or jis main khas tor per Mexico ko is mazye dar fruit ki paidaishi jaga(Birth Place) kaha jata hai. Papaya main bohat say nutrition paye jatay hai or is ka sub saye fidemand cheez hasma hai (digestion).  Papaya main kuch aisy minerals or chemical or vitamin hai jin ko papain kaha jata hai ye proteins ko torny or saf karny kay kam karty hai or ye bohat fidaymand cheez. Papaya bohat he faidaymand cheez un kay liye bhe hai jo apna wazan kam karna chahtay hai (weight lose). To shuru kary ye Qudarti Cheez or apny wazan ko kam karny.

The Most Little And Smallest Country In the World


Humari duniya bohat bhari hai lakin is main bohat bhari cheezon kay sath sath bohat choti choti chezain bhe hai isi tarha Duniya ki Sub say chota mulk (country) Vactican hai. Ye azad rayast ki jo kay is ki sarhad Rome Sy milti hai jo kay italy ka dar_ul_Hakumat hai. Ye aik azad riyasat 1929 kay baad bana. Is kay shehar main daily newspaper, or railway station or is kay apnay bank bhe hai. Harani ki baat ye hai kay is ka area sirf

About the Moon


Chand par bohat si taraha kay minerals yani madniat mily hai or jitny bhe namoony wahan sy astronomers ko mily hain wo sub kay sub mukhtalif kisam ki chotion or paharton (mountain) kay hain. Atmoshphere (abo hawa) ki waja say chand ki underlying crust bhe toot (crack) ho chuki hai. Atmoshphere sy misal us jaga na to pani hai or na he wahan ki miti (soil) sehi tareeky sy chemically react kar pati hai jaisa kay zameen per hota hai. Ye chitane (Rocks) Takreeban 4 billion sal purani

Information And Facts of Moon

Chand aik qudarati tor per aik siyara hai yani (Satellite) hai zameen ka. Chand kay bary main bohat si cheezy hai aik to ye kay chand kiynat ka dosri wo bhari cheeze hai jo sub sy ziyada or pehli cheez to app janty he hongy wo suraj hai. Chand zameen kay gird chakar lagata hai or ye takreeban pura aik mahina laita hai zameen kay gird chakar lagany ka. Chand he wo wahid asman say bahir cheeze hai jis per insan sub say pehly pohancha or pehla

The New Wonder Of The World Seven

Duniya kay saat ajooby croron logon kay decision sy banye hai. Aj Takriben adhi duniya internet connection istemal karti hai or in kay vote sy pata chalta hai kay duniya main kon see cheez ajoobon main shamil karni chaheye. Jo List main nechey dikhany ja raha hu wo New "Seven Wonder of The World" hai. Lag bhag 100 million logon kay vote sy pata chala. Or is ko pehla globle poll kaha gya.
7 july 2007 ko naye ajoobon ki list ka Elaan hua. Or ye Elaan Lisbon(Portugal) main hua. Jo assli ajoobay hai wo apni jaga per wesy he hai aj say 2000 Saal sy. Bohat Say Logon nay kaha kay in ajoobon ki tadad (amount) 7 he kiun hai ziyada kiun nahe. Or is ka jawab kuch yoon

World Places Interesting History

  1. European Tarikh main 18248 Ko Inqalab ka Saal kaha gaya hai.
  2. Queen Elizabeth II sy pehly England ka Badshah George VI tha. Jis ki Hakumat 1936 Sy Lay kar 1952 tak rahe.
  3. Korea ko " The Land of Morning Calm" bhe kahtey hai.
  4. Tarikh ka Sub sy bhara Badshah Alexander tha jo kay BC 323 main, 33 Saal ki Umar main mar gaya.
  5. Duke William wo naam hai jis nay