Chocolates History

Aj say 2000 saal pehlay Aztec or Mayan wo cultures hain jino naye Cacao beans ko dariyaft (Discoverd) kiya. Ye wo zariya hai jis say hum itni yummy or mazydar chocolates bnaty or kahatay hai. Cacao kay podhay gram tareen elakay (hot places) per perwerish paty hai yani grow karty hai. Ye podha aik shaday podha hai or ye aksar ap ko coconut kay darkaht kay saye yani uskay neechay mily ga.Or ye bohat si kismon kay darkhat kay neechey (saye kay neechey) mily ga yan lemon, banana kay drakhat kay neechey. Is kay phool jub nikaltay hai to wo directly is kay tanay (trunk) say nikalty hain. Or is kay phool ka rang (color) adha safaid (white) hota hai. Is ka phool cucumber (kheery) say milta julta hai. Or jo dany (beans) podhay say hasil hotey hain wo fermented, roasted kar kay is ko drink ki shakal (shape) daitay hain or pirh is ko specially royals (Emperior) kay samnay paish kiya jata tha. Columbus nay ye spain ko bhe daiye jub wo america ka last trip per tha. Ye recipe bohat salon tak aik secret (Raaz) Ban kar rahe akhir kar secret ahista ahista khul he gaya or poori duniya main phail gaya.
Phir 1800 main is chocolates ko solid form main yan is ko aik shakal di ye kam 1800 san main shuru hua. Or aj kal ki mashur chocolate Cadbury

Benifits of papaya

Aj main ap ko papaya ki khasusiyat btaoo ga. Duniya main bohat say phal ayse hain jin main bohat zayada gazaiyat hai or bohat ziayada vitamin bhe paye jatye hai. Or in main say aik cheez papaya hai is ko urdu main (papita) bhe kaha jata hai or ye aik amm milney wala fruit hai jo duniya kay kisi bhe cony sey mil jata hai or ye humari country main bohat amm hai. Papaya ka podha koi darkht nahe balkay aik overgrown herb hai jo kay jeri booti ki tarha hai. Is herb ko scientifically Herbaceous Perennial kaha jata hai. Ye ziyada ter tropical Places (Elakon) main paye jatay hai. Central America or jis main khas tor per Mexico ko is mazye dar fruit ki paidaishi jaga(Birth Place) kaha jata hai. Papaya main bohat say nutrition paye jatay hai or is ka sub saye fidemand cheez hasma hai (digestion).  Papaya main kuch aisy minerals or chemical or vitamin hai jin ko papain kaha jata hai ye proteins ko torny or saf karny kay kam karty hai or ye bohat fidaymand cheez. Papaya bohat he faidaymand cheez un kay liye bhe hai jo apna wazan kam karna chahtay hai (weight lose). To shuru kary ye Qudarti Cheez or apny wazan ko kam karny.

The Most Little And Smallest Country In the World


Humari duniya bohat bhari hai lakin is main bohat bhari cheezon kay sath sath bohat choti choti chezain bhe hai isi tarha Duniya ki Sub say chota mulk (country) Vactican hai. Ye azad rayast ki jo kay is ki sarhad Rome Sy milti hai jo kay italy ka dar_ul_Hakumat hai. Ye aik azad riyasat 1929 kay baad bana. Is kay shehar main daily newspaper, or railway station or is kay apnay bank bhe hai. Harani ki baat ye hai kay is ka area sirf